Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTauba Yeh Adaayen
HomeTauba Yeh Adaayen
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nigahen bhi mila karti hain dil bhi dil se milta hai magar ek chahne wala badi mushkil se milta hai ae ae ae ae ae toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na teri tamanna karta hoon main dil ka khajanna bharta hoon main raah akeli raah akeli darta hoon main koi lutera loote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na ghum hai kahin tu saath na chhode dil na dukhaye munh ko na mode aas dilakar aas na tode ban ke nasiba phoote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na dil ko tere behla sakta hoon chaand sitaare la sakta hoon ro sakta hoon gaa sakta hoon mujhse agar tu roothe na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na
toote naa preet tihaari data toote naa preet tihaari toote naa toote naa toote naa preet tihaari data toote naa preet tihaari jab se tumne neh lagaaya jab se tumne neh lagaayaa mann mein apna aap bhulaaya mann mein apna aap bhulaaya tann mein mann mein in saanson mein tuhi trashna muraari muraari toote naa preet tihaari data toote naa preet tihaari mere mann mandir mein aana mere mann mandir mein aana aa ke naath nahin phir jaana aa ke naath nahin phir jaana yugan yugan ka naata hai ye tu data main bhikhaari bhikhaari toote naa preet tihaari data toote naa preet tihaari main hoon jeev aur tu hai jeevan main hoon jeev aur tu hai jeevan tu hai mukti main hoon bandhan tu hai mukti main hoon bandhan apni sharan mein le ke mujhko bipdaayen sab taari taari toote naa preet tihaari data toote naa preet tihaari toote naa toote naa toote naa preet tihaari daata toote naa preet tihaari
tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun teri muhabbat meri jawaani teri muhabbat meri jawaani mil mil ke chhalkaaye masti hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal jhilmil hai aakaash ki basti hooo oooo aakaash ki basti tu hai chanda main hoon chakor manzil apni gagan ki aor tere paas main aaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun jhoom rahin hain mast umange jhoom rahin hain mast umange dil ko mila hai dil ka sahaara hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani koi naa jaane bhed humara hoooo oooo oooo bhed humara tu hai mere mann ka mor sun le mere dil ke chor jeevan tujh bin paaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor
Tota Maina
tota maina ki kahaani tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ho tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ab hai sab ke labon par ye taaza khabar ek ladki deewani ho gayi tujhse mil ke zindagani tujhse mil ke zindagani haaye kitni suhaani ho gayi tujhse mil ke zindagani haaye kitni suhaani ho gayi milte hi nazar hua aisa asar main fakeere ki raani ho gayi tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ho tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi kahin koi naa thaaaa door door tak hum jisko humara kehte hum jisko humara kehte tu naa milta agar sooni raah par piya hum besahaara rehte piya hum besahaara rehte aye mere humsafar chaahne waalon par aye mere humsafar chaahne waalon par waqt ki meharbaani ho gayi tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi ho tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gayi tu rang hai main hoon khushboo gul khilte hain apne milan se gul khilte hain apne milan se tera mukhda hai saamne mere mujhe matlab nahin
tu bin bataaye mujhe le chal kahin jahaan tu muskuraaye meri manzil wahin tu bin bataaye mujhe le chal kahin jahaan tu muskuraaye meri manzil wahin meethi lage chakh ke dekhi abhi mishri ki dali zindagi ho chali jahaan hai teri baahen mera saahil wahin tu bin bataaye mujhe le chal kahin jahaan tu muskuraaye meri manzil wahin mann ki gali tu phuhaaron si aa bheeg jaaye mere khaabon ka kaafila jise tu gungunaye meri dhun hai wahi tu bin bataaye mujhe le chal kahin jahaan tu muskuraaye meri manzil wahin laaa la la lal la la la lal laaaaa la la la laaaa la la la la la la la la la laaaa la la la la la la la hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hmm hmm la la
tu dhoondhta hai jisko basti mein ya ke ban mein woh saanwara salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhata hai masjid mein mandiron mein parvat ke kandron mein masjid mein mandiron mein parvat ke kandron mein nadiyon ke paaniyon mein gehre samandaron mein lehra raha hai wohi lehra raha hai wohi khud apne baankpan mein woh saanwra salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhta hai har zarre mein rama hai har phool mein basa hai har zarre mein rama hai har phool mein basa hai har chheez mein ussi ka jalwa jhalak raha hai harkat wo kar raha hai harkat wo kar raha hai har ek ke tan badan mein woh saanwra salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhta hai kya khoya tha kya paaya kyun bhaaya kyun na bhaaya kyun soche ja raha hai kya paaya kya na paaya sab chhod de usi par sab chhod de usi par basti mein rahe ke ban mein woh saanwra salona rehta hai rehta hai tere man mein tu dhoondhta hai
tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu uuu phir se nayi duniya bani mehke zameen tere kaaran pehle kahaan aisi thi main main hoon haseen tere kaaran nananana na na yeh sab jhoot hai main to hoon sada se ek paagal mera nahin kaam yeh tum khuda ki ho roshni zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu dil ki khushi dil ki pyaas tu mere tan mein meri saans tu kami thi jo mujh mein wohi to mohabbat hai tu zindagi mein meri aasmaan ki inaayat hai tu haa haa haa haa yun to wohi har rang hai har pal ka hai wohi mausam apna magar lagta hai ab teri tarha saara aalam na na na na pehle bhi aisa hi tha tu to tha hamesha mujh mein shaamil sadiyon se khoye the hum humko ab mile zindagi zindagi mein meri aasmaan ki inaayat
tu door hai aankhon se tu door hai aankhon se mere dil ko ye ghum hai dil ko ye ghum hai aaja meri duniyan mein aaja meri duniyan mein tujhe meri kasam hai meri kasam hai bechain hoon milne ki zara khol de raahein khol de raahein deedaar ki hasrat mein tadapti hain nigaahein haaye nigaahein is dil ke liye tera na milna hi sitam hai is dil ke liye tera na milna hi sitam hai aaja meri duniyan mein aaja meri duniyan mein tujhe meri kasam hai meri kasam hai chamka de tu aakar meri kismat ka sitaara kismat ka sitaara rasta na bhatak jaaun zara de de sahaara de de sahaara ulfat ki zameen par mera pehla hi kadam hai ulfat ki zameen par mera pehla hi kadam hai aaja meri duniyan mein aaja meri duniyan mein tujhe meri kasam hai meri kasam hai tu door hai aankhon se tu door hai aankhon se mere dil ko ye ghum hai dil ko ye ghum hai
aawargi karta hoon par main aawara nahin chhoda khulla dil ko magar khud ko bigaada nahin aisa lage tere bina ab toh guzara nahin kisi ka bhi hoga na main hua jo tumhara nahin tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera haan tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera zinda hoon tujhpe mar ke bhoola sab tujhko padh ke kaise hai pyaar tera haan main yaara tere aage dekho dil hara hoon main yaara jaise bhi hoon jo bhi hoon tumhara hoon jo teri chahatein samete woh kinaara hoon kaise main yeh kahoon main yaara tere liye zameen pe utaara hoon main teri bholi bhaali aankhon ka ishara hoon jo teri chahatein samete woh kinaara hoon kaise main yeh kahoon tu paas bhi tu pyaas bhi tu raaz bhi main ho gaya hoon tera tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumaar mera tu hi toh hai khayal
tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun saamne baitha ho tu mere saamne baitha ho tu mere aur main pooja karun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun tere aage main banwariya yun hi nachun saari umariya tere aage main banwariya yun hi nachun saari umariya paayal jaaye saath chhod do paayal jaaye saath chhod do charnon pe gir padun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun shaam savere dekhun sapne tohe basa loon man mein apne shaam savere dekhun sapne tohe basa loon man mein apne jab ji chahe tohe dekh loon jab ji chahe tohe dekh loon sang liye main phirun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun saamne baitha ho tu mere saamne baitha ho tu mere aur main pooja karun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun
tu itna samajh le sanam tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera teri chahat ki mujhko kasam koi matwala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise phoolon ko kaante bachaya karen jaise moti ko sagar chhupaya kare apne dil mein chhupake rakhunga tujhe apne dil mein chhupake rakhunga tujhe daanv dushman lagaye lagaya kare ho kiski himmat hai kiski himmat hai chhoo le tujhe chahne wala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye tere naina ho tere naina ho phir nau ratan kuchh nahin tera aanchal tera aanchal ho phir to gagan kuchh nahin ye baharon ke jaisa mehkta badan ye baharon ke jaisa mehkta badan jo badan ho tera to chaman kuchh nahin meri bholi si o meri bholi si radha hai tu banka nandlala hoon mein tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise panchhi ko ek
tu tevha tashi tu tevha ashi tu bahranchya bahunchi tu tevha tashi tu tevha ashi tu bahranchya bahunchi tu tevha tashi tu aill radha tu pail sandhya tu aill radha tu pail sandhya chafekali premachi tu tevha tashi tu tevha ashi tu bahranchya bahunchi tu tevha tashi tu navijuni tu kadhi kuni tu navijuni tu kadhi kuni kharichya ga dolyanchi tu tevha tashi tu tevha ashi tu bahranchya bahunchi tu tevha tashi tu hirvikachhi tu pokt sacchi tu hirvikachhi tu pokt sacchi tu khattimitthi othanchi tu tevha tashi tu tevha ashi tu bahranchya bahunchi tu tevha tashi
yun sharmaayi ye tanhaayi aankhen bhar aayi tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi yun tarsaayi yun tadpaayi shaam e judaayi tu jo naa aayi teri yaad aayi tu jo naa aayi teri yaad aayi tasveeren teri deewaron pe dekhte hain hum hasraton se tu jo naa aayi teri yaad aayi tu jo naa aayi teri yaad aayi yun tarsaayi yun tadpaayi shaam e judaayi tu jo naa aayi teri yaad aayi tu jo naa aayi teri yaad aayi paigaam tooooo kuchh bhejhati hai kuchh wajah yaa yun hi bewajah tu jo naa aayi tu jo naa aayi paigaam tooooo kuchh bhejhati kuchh bhejhati hai kuchh wajah hai kuchh yaa wajah yun hi bewajah yun hi be tu jo naa aayi teri yaad aayi tu jo naa aayi teri yaad aayi yun sharmaayi ye tanhaayi aankhen bhar aayi tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi
ho tutak tutak tutak tutiyaan tutak tutak tutak tutiyaan ho aaja tuta waale khu te oye othe gallan kariye munh te tutak tutak tutak tutiyaan ho tutak tutak tutak tutiyaan ho aaja tuta waale khu te othe gallan kariye munh te ho tutak tutak tutak tutiyaan tera matha bada sona uthe tikka man mohna ho tedi gazlen di dhaar ni kaare dil uthe waar ni ho tutak tutak tutak tutiyaan ho nak tika talwaar vich koke da shingaar hoo dand motiyaan de haar ni saanu dita ehna maar ho tutak tutak tutak tutiyaan tere bul ne gulaabi ho jatt ho gaya sharabi tu te patli putang ni ho tera nache ang ang ni ho tutak tutak tutak tutiyaan aag taare him puri ni ho gal pind vich turi ni dhaani motiyaan di chudi ni wayi kende soni badi kudi ni tutak tutak tutak tutiyaan ho tutak tutak tutak tutiyaan wayi tutak tutak tutak tutiyaan tutak tutak tutak tutiyaan ho tutak tutak tutak tutiyaan ho tutak tutak tutak tutiyaan ho pehle mere naal ni tu bhaji bhaji aayi hun baith gayi avin sharmaa ke pehle
tya tarutali visarale geet tya tarutali visarale geet hriday rikame gheuni firato hriday rikame gheuni firato ithe tithe tekit tya tarutali visarale geet tya tarutali mukya mana mag bhaar bhavana swarantuni chamkate vedana mukya mana mag bhaar bhavana swarantuni chamkate vedana tapt rane tudvit hindto tapt rane tudvit hindto tee chhaya athavit tya tarutali visarale geet tya tarutali vishal taru tari fandi lavli thandgaar ghangard sauli vishal taru tari fandi lavli thandgaar ghangard sauli maninchi asphut smite jhalkati maninchi asphut smite jhalkati tase kavdase teet tya tarutali visarale geet tya tarutali madalasa taruvari reluni vaat baghe sakhi adhir lochani madalasa taruvari reluni vaat baghe sakhi adhir lochani paanjali salsale paanjali salsale vale ti mathit hriday kavlit tya tarutali visarale geet tya tarutali padar dhale kachpash bhurbhure navya ubharit urr tharthare padar dhale kachpash bhurbhure navya ubharit urr tharthare adhari amrut utu jaay adhari
tya tithe palikade tikde majhiya priyeche jhopde majhiya priyeche jhopde gavat unch daat daat gavat unch daat daat valat jae payvaat valnavar ambyache valnavar ambyache jhad ek wakade majhiya priyeche jhopde majhiya priyeche jhopde kaulavar garvel varyavar halu dulel kaulavar garvel varyavar halu dulel gulmohar dolata gulmohar dolata swagat te kevadhe majhiya priyeche jhopde majhiya priyeche jhopde tithech vrutti gunglya tithech vrutti gunglya chandrati ranglya kalpanet swarg jo kalpanet swarg jo tithe manas sapade majhiya priyeche jhopde majhiya priyeche jhopde tya tithe palikade tikde majhiya priyeche jhopde
yaad aayi aadhi raat ko yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke har baat pe kehte hain ke is baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans ki maine agar pee ke to kis baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein kya khaab tha behke huye zazbaat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba kal raat ki tauba
yaad teri aayegi mujhko bada satayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi tera saath chhuta toota dil to ye jaana kitna hai mushkil dil se yaar ko bhulana dil ka hamesha sa hai dushman zamana ghum ye hai tune mujhe naa pehchana naa pehchana yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi bhujh gaya sooraj jale chaand taare nazren dhuwaan hai dhuwaan saare nazaare mujhe dil lagaane ki kya tune saza di bina soche samjhe dil ki duniyaa jala di duniyaa jala di yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi hans ke sahunga saari duniyaa ke ye ghum marr bhi gaya to hoga pyaar nahin kam chhin le tujhe jo mujhse kis mein hai ye dam tan se juda hai to kya ek jaan hai hum
yaad tori aayi main to chham chham royi re preet bhare aansuon ne chunari bhigoyi re chunari bhigoyi yaad tori aayi main to chham chham royi re preet bhare aansuon ne chunari bhigoyi re chunari bhigoyi yaad tori aayi main to hazaar pehre lage hon magar o mere saathi mile jo pankh to mile jo pankh to panchhi se pehle main aati tose bichhad ke main to pal bhar na soyi re preet bhare aansuon ne chunari bhigoyi re chunari bhigoyi yaad tori aayi main to tadap ke aaj tujhe haale dil likha maine sambhal ke kholna sambhal ke kholna khat is mein dil rakha maine chhote se dil mein saari duniya samoyi re preet bhare aansuon ne chunari bhigoyi re chunari bhigoyi yaad tori aayi main to chham chham royi re preet bhare aansuon ne chunari bhigoyi re chunari bhigoyi yaad tori aayi main to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Toote Na Dil Toote Na Andaz (1949) 03:01 12679
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Dileep Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 12679   

Toote Naa Preet Tihaari Hari Om Sharan 03:36 16486
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 03:36   Song Number : 16486   

Tootegi Naa Pyaar Ki Amber (1952) 03:23 12654
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12654   

Tota Maina Nursery Rhymes (Hindi) 02:23 39585
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 02:23   Song Number : 39585   

Tota Maina Ki Kahaani Fakira (1976) 05:37 21321
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Shashi Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 21321   

Tu Bin Bataaye Rang De Basanti (2006) 05:57 16892
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Soha Ali Khan, R Madhavan
Duration : 05:57   Song Number : 16892   

Tu Dhoondhta Hai Jisko Basti Mein Yatrik (1952) 03:14 32991
 
Poster of Yatrik (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:14   Song Number : 32991   

Tu Dil Ki Khushi Sur (The Melody Of Life) (2002) 06:38 14006
 
Poster of Sur (The Melody Of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Lucky Ali, Gauri Karnik
Duration : 06:38   Song Number : 14006   

Tu Door Hai Aankhon Se Shair (1949) 03:00 17624
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:00   Song Number : 17624   

Tu Hi Toh Hai Holiday (2014) 03:59 36037
 
Poster of Holiday (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 36037   

Tu Hi Tu Hai Main Dekha Karun Sunehri Nagin (1963) 03:35 37960
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:35   Song Number : 37960   

Tu Itna Samajh Le Sanam Rakhwala (1971) 04:26 36111
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sanjana
Duration : 04:26   Song Number : 36111   

Tu Tevha Tashi Nivdung (1989) 03:49 37383
 
Poster of Nivdung (1989)
 
Category
Marathi
Year- 
1989
Music Director- 
Hridaynath Mangeshkar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:49   Song Number : 37383   

Tu To Na Aai Lesle Lewis 03:40 16958
 
Poster of Lesle Lewis
 
Category
Indipop
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Leslie Lewis
Duration : 03:40   Song Number : 16958   

Tutak Tutak Malkit Singh 04:24 14964
 
Poster of Malkit Singh
 
Category
Punjabi
Singer- 
Malkit Singh
Duration : 04:24   Song Number : 14964   

Tya Tarutali Vasarale Geet Sudhir Phadke 06:38 15805
 
Poster of Sudhir Phadke
 
Category
Marathi
Duration : 06:38   Song Number : 15805   

Tya Tithe Palikade Lakhachi Goshta (1952) 03:18 32672
 
Poster of Lakhachi Goshta (1952)
 
Category
Marathi
Year- 
1952
Lyricist
G D Madgulkar
Singer- 
Malati Pande
Duration : 03:18   Song Number : 32672   

Yaad Aayi Aadhi Raat Kanhaiya (1959) 03:58 13519
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:58   Song Number : 13519   

Yaad Teri Aayegi Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:35 10662
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Tanuja
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:35   Song Number : 10662   

Yaad Tori Aayi Faulad (1963) 04:05 37802
 
Poster of Faulad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:05   Song Number : 37802